Agri Time

कृषि छात्रों का दोस्त

Search This Blog

Latest Post

Thursday, May 16, 2019

Chemistry Notes For CGPAT MPPAT ICAR BHU JET Exam | Agriculture Chemistry | By Agri Guruji

Chemistry Notes For CGPAT MPPAT ICAR BHU JET Exam | Agriculture Chemistry | By Agri Guruji


Hey Doston Kaise Hai Aap Aaj Ke Is Post Me Main Aapko Chemistry Ka Notes Share Krunga,jo CGPAT MPPAT ICAR BHU JET ke Liye Hai ,sayh hi isme Agriculture Chemistry Bhi Hai To Total 13 Chapter Hai Agriculture Chemistry ka PDF DOWNLOAD Krne Ke Liye Niche Me Options diye Gaye Hai

1 Chapter - Atomic Structure

Doston Prmanu Sarchna Se Agriculture Entrance exam Me 1 Namber ka Question Per Year Aata Hai To Doston Achche Se Study Kijiye Ise Jayada Lamba Chapter Nhi Hai Ye 


2 Chapter - Chemical Bonds

Doston Rasayanik Bandh Bahut Hi Achcha Chapter Hai Isme Aapko Sanyojan ,sanyojakta ,sanyojata ke prkar,In Sb Ke Bare Me Study Krna Hai 


3 Chapter - Ionic Theory

Doston  Aaynik sidhant ke Is Chapter Me Aapko Udasnikaran,pH Man,soil pH, Baufar viliyan aadi ke bare me Study Krna Hai


4 Chapter - Colloids

Doston Is Chapter Me Aapko Colloids ke bare me,uske quality ke bare me,prkar ke bare me,swaran sankhya,humas,Soil,rakshi colloid ke bare me study krna hai


5 Chapter - Minerals

Doston khanij ke Bare me To Sab Jante Hi Hai Lekin Isme Aapko Dhayan Dena Hai Kyoki Isse 1 - 2 Maks Ke Question Aate Hi Hai 


6 Chapter - Chemical Fertilizers

Doston Urwarak Se Bhi Chemistry Me Question Aate Hai ,isme Urea,N,P,K,me % Ko Jarur Yaad Rakhiyega


7 Chapter - Volumetric Analysis

Doston aaytani visleshan bahut hi achcha chapter Hai Isme Aapko Jayada Study Nhi Krna Padega ,kyoki ye Puri Tarah Se Yaad Ho Jayega Aapse


8 Chapter - Organic Compounds

Doston Carbnic rasayan me Aapko Mulanupati,sarchana sutra,prmanu bhar,pratishta aadi ke bare me Study krna hai


9 Chapter - Classification And Nomenclature Of Organic Compounda

Doston Chapter Ka Naam Bs Bada Hai Aap Achche se Agar Study Krte Hai To Aap Ise Aashani Se Samajh Sakte Hai Simple Lagega Iske Baad aapko


How To Download 

Dosotn Maths Ka PDF Download Krne Ke Liye Aapko Kuchh Nhi Krna Hai Aap Niche Diye Download Pr Click Kijiye 
Uske Baad Aapke Samane Is Trah Aayega
Doston is Tarh Se Dikhayi Dega Aapko Khali Jagah Pr Click Krna Hai


Right Ka Nishan Lagane Ke Baad AapkonIs Tarh Dikhayi Dega
Aapko Yaha 10 Second Rukna Hai

Iske Baad Doston Get Link Pr Aapko Click Krna Hai Uske Baad Download Ho Jayega PDF
Doaton Agar PDF Aapko Achcha Laga Hoga Aur Ese Hi PDF Aapko Chahiye Ho to Aap Agri Guruji YouTube Channel Ko Bhi Subscribe Kr Lijiyega


Thanks

No comments:

Post a Comment