CGPAT
May 16, 2019
Chemistry Notes For CGPAT MPPAT ICAR BHU JET Exam | Agriculture Chemistry | By Agri Guruji
Chemistry Notes For CGPAT MPPAT ICAR BHU JET Exam | Agriculture Chemistry | By Agri Guruji
Hey Doston Kaise Hai Aap Aaj Ke Is Post Me Main Aapko Chemistry Ka Notes Share Krunga,jo CGPAT MPPAT ICAR BHU JET ke Liye Hai ,sayh hi isme Agriculture Chemistry Bhi Hai To Total 13 Chapter Hai Agriculture Chemistry ka PDF DOWNLOAD Krne Ke Liye Niche Me Options diye Gaye Hai
1 Chapter - Atomic Structure
Doston Prmanu Sarchna Se Agriculture Entrance exam Me 1 Namber ka Question Per Year Aata Hai To Doston Achche Se Study Kijiye Ise Jayada Lamba Chapter Nhi Hai Ye
2 Chapter - Chemical Bonds
Doston Rasayanik Bandh Bahut Hi Achcha Chapter Hai Isme Aapko Sanyojan ,sanyojakta ,sanyojata ke prkar,In Sb Ke Bare Me Study Krna Hai
3 Chapter - Ionic Theory
Doston Aaynik sidhant ke Is Chapter Me Aapko Udasnikaran,pH Man,soil pH, Baufar viliyan aadi ke bare me Study Krna Hai
4 Chapter - Colloids
Doston Is Chapter Me Aapko Colloids ke bare me,uske quality ke bare me,prkar ke bare me,swaran sankhya,humas,Soil,rakshi colloid ke bare me study krna hai
5 Chapter - Minerals
Doston khanij ke Bare me To Sab Jante Hi Hai Lekin Isme Aapko Dhayan Dena Hai Kyoki Isse 1 - 2 Maks Ke Question Aate Hi Hai
6 Chapter - Chemical Fertilizers
Doston Urwarak Se Bhi Chemistry Me Question Aate Hai ,isme Urea,N,P,K,me % Ko Jarur Yaad Rakhiyega
7 Chapter - Volumetric Analysis
Doston aaytani visleshan bahut hi achcha chapter Hai Isme Aapko Jayada Study Nhi Krna Padega ,kyoki ye Puri Tarah Se Yaad Ho Jayega Aapse
8 Chapter - Organic Compounds
Doston Carbnic rasayan me Aapko Mulanupati,sarchana sutra,prmanu bhar,pratishta aadi ke bare me Study krna hai
9 Chapter - Classification And Nomenclature Of Organic Compounda
Doston Chapter Ka Naam Bs Bada Hai Aap Achche se Agar Study Krte Hai To Aap Ise Aashani Se Samajh Sakte Hai Simple Lagega Iske Baad aapko
How To Download
Dosotn Maths Ka PDF Download Krne Ke Liye Aapko Kuchh Nhi Krna Hai Aap Niche Diye Download Pr Click Kijiye
Uske Baad Aapke Samane Is Trah Aayega
Doston is Tarh Se Dikhayi Dega Aapko Khali Jagah Pr Click Krna Hai
Right Ka Nishan Lagane Ke Baad AapkonIs Tarh Dikhayi Dega
Aapko Yaha 10 Second Rukna Hai
Iske Baad Doston Get Link Pr Aapko Click Krna Hai Uske Baad Download Ho Jayega PDF
Doaton Agar PDF Aapko Achcha Laga Hoga Aur Ese Hi PDF Aapko Chahiye Ho to Aap Agri Guruji YouTube Channel Ko Bhi Subscribe Kr Lijiyega
Thanks